According to Psychology|16 Mind Blowing psychology facts about human behavior in urdu.
Jo log masrof rehtay hain woh ziyada khush rehtay hain, Kyunkay onhien zindagi mein manfi chezon k baray mein sochnay ka waqt nahi milta.
Human Behavior
Log logon k baray mein apny khayalat ko tabdeel karny k bajaye sachai ko badalny ki koshish karty hain.
Human Behavior
Khushi, Gussa, Udasi, Khauf, Bezari or Herat woh 6 jazbat hain jin ka almi satah pr izhar hota hai.
Human Behavior
Chocolate ap k jism mein wohi chemical kharij krti hai jo ap k piyar mein parney pr peda hota hai.
Human Behavior
Mazhabi rasomat, Jesy namaz or khidmat mein shirkat, Nafsiati masail say nimatnay mein ehm kirdar ada karti hain.
Human Behavior
Woh log jo dosron ki madad krty hain on ka burhapa Khushgawar hota hai.
Human Behavior
Akely log apny samaji dairay or jazbat ki kmi ko badalny k liey lamba garam ghusal karty hain.
Human Behavior
Jitni dair tk ap kisi k liye apny jazbat ko chupatay hain, Ap os shakhs k liey otna hi mushkil mehsoos karti hain.
Human Behavior
20 second say ziyada lamba galay milnay say ap k jism mein chemical kharij hotay hain jis say ap ka os shakhs par bharosa barh jata hai jis se ap galay mil rahay hain.
Human Behavior
Mutalay say pta chalta hai k jo log taiz chaltay hain woh esy logon ki qisam hotay hain jo shadeed hotay hain or asani se na.khush ho jatay hain.
Human Behavior
Mutalay k mutabiq jo log fazool sawal say nimatnay k liye fitri tor par tanz ka istemal karty hain on ka dimagh sehat mand hota hai.
Human Behavior
Jagny k bad 3 second tk insan ko kuch bhi yad nahi hota.
Human Behavior
Insani ravayye kemutalay say pta chalta hai k jo shakhs apna cell phone kho deta hai woh qareeb qareeb mout k tajarbay ki trhan ghabrahat ka tajurbah krta hai.
Human Behavior
Baien karwat sonay k sab say ziyada sehat k fawaid hain, Kyunkay yeah hazmay mein madad karta hai, Dimaghi sehat ko brhata hai, Or khraton ko km krta hai.
Human Behavior
Apny hum umer k sath dating or sex krna ka mtlb yeah ho skta hai k ap mein ziyada mushtarik or ziyada masawi taqat hai.
Human Behavior
Ap ka pasandeeda gana shayad ap ka pasandeeda hai kyunkay ap osy apni zindagi k kisi jazbati waqiey say jorty hain.
Human Behavior
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box