Psychology Facts About Human Behavior.
Nafsiat kehti hai, Jab aap apna khayaal rakhna shuru kar dete hain, To aap behtar mehsoos karne lagtay hain.
Human Behavior
Baaz auqaat hum bohat saari cheeze chupatay hain. kyunkay hum jantay hain ke hamaray aas paas ke log usay nahi samjhain ge.
Human Behavior
Nafsiat kehti hai, Jo log siyah rang ko pasand karte hain un ke zehen sab se ziyada rangeen hotay hain.
Human Behavior
Khawab aksar aisay ehsasat ko zahir karte hain jo hum ne chupaye ya dabay huey hain, Kyunkay khawab hamaray la shaori zehen ki akkaasi karte hain.
Human Behavior
Agar koi shakhs aap mein dilchaspi leta hai. To woh aap ko ehsas karwata hai ke woh akela hai aur har waqt aap ke liye dastyab hai.
Human Behavior
Udasi aur gussa ke jazbaat ko chupana sab se mushkil kaam hai.
Human Behavior
Baaz auqaat hamaray dushman behtareen ustaad saabit hotay hain kyunkay woh hamein bohat kuch seekha jatay hain.
Human Behavior
Jab koi aurat mard ke samnay apne jooton se khelti hai. To woh mard ko apni tangon ki taraf mutwajjah karna chahti hai.
Human Behavior
Jo log galm galoch ka istemaal baqaidagi se karte hain woh jazbati tor par ziyada mazboot aur zaheen hotay hain.
Human Behavior
Jism mein jins theek rehti hai aur jaib mein paisa.Agar yeh dono dimagh mein daakhil ho jaien to yeh masla ban jatay hain.
Human Behavior
Jismani tor par khobsorat aurat aap ko sirf aik raat mein khushi deti hai. Lekin zehni tor par khobsorat aurat aap ko zindagi bhar khushi deti hai.
Human Behavior
Khawateen mardon ke muqablay mein taizi se baligh hoti hain. Isi liye woh apni Umar se barray mardon ki taraf mutwajjah hoti hain.
Human Behavior
Ap ka sab se bara haami aik ajnabi hai aur aap ka sab se bara dushman woh hai. Jisay aap jantay hain.
Human Behavior
Science ke mutabiq achay doston ki sohbat zindagi mein tanao ko km karti hai.
Human Behavior
Khamosh rehne walon se hooshiyar rahen, Kyunkay yeh haqeeqat mein hooshiyar hotay hain.
Human Behavior
Sotay waqt jab phool insaan ke neechay hotay hain. To woh insaan ki pehli raat hoti hai. Aur jab phool insaan ke opar hotay hain to woh insaan ki aakhri raat hoti hai.Yahi zindagi ki haqeeqat hai.
Human Behavior
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box